kash ye kash na hota

kabhi mere nazron se dekha jo hota ...

youn aapko hamse shikayat na hoti...


bayan apne dil ko kabhi kiya jo hota ....


aisi zindegi ki hume bandish na hoti....


sath chalte zara sa..


guzarte un pakdandiyon se...


faasle na hote...


kaash ye kaash na hota...


tum wahan na hote ...


mai yehan na hota...

Comments

Popular posts from this blog

Jeeta Raha

Sapne !!